Skip to content

Latest commit

 

History

History
27 lines (16 loc) · 1.45 KB

home-page.roman.md

File metadata and controls

27 lines (16 loc) · 1.45 KB

Tamam platform kay liye:

seikhye aik rasta jis say hum angular mai applicaion bana saktay hain .aur apna code aur salahiaton ko dobara istimal kar saktay hain kese bhe qisim ki application bnanay kay liye, jaisay kay web, mobile web, native mobile aur native desktop

Raftaar aur kaarkardagi:

hasil karain aj k dour ki web platform ki tez taren raftar aur mazeed is raftar mazed agay lay jasaktay hain web workers aur server-side rendering istamal kartay hoye.

angular kay istaymaal say hum scalability control karsaktay hain. RxJS,Immutable.js aur push-model ko istaymaal karkay data model banayen or bari say bari data requirement pori karain.

Na qabilay yaqeen zaryay(tooling):

hum jaldi features bana saktay hain simple,declerative tamplate kay sath. hum template language ko barha saktay hain apnay components say or banay banay buhat saray components bhi istamal kar saktay hain (jesa k 3rd party components). angular say mutaaliq madad aur feedback hamain har IDE(Web Storm, VS Code or dosray) aur editor kay istaymaal say foran hasil hojati hai. ain sab chezon ki waja say hamara focus aik achi application bananay par hota hai na k application ka setup karnay par. In banay bnaye tools ki vja say hamain application setup mai waqt nahe zaya karna parta.

#Lakhon logon ka pasandeda:

Prototype say leker global development tak, angular paidaware(productivity) aur scalablity ki bunyad fraham karta jes pay google ki bari bari applications chal rahe hain.